aankhen hain do , par kitni nam hain.
do haanthon mein anginat rekhaaen hain,
par unse sapne bub ne zindgi ka hisaab kitna bedam hai,
aankhen hain do , par kitni nam hain.
do haanthon mein anginat rekhaaen hain,
par unse sapne bub ne ka waqt kitna kam hai.
sapnon ki galiyan yun to bahut badi hai,
par uspe safar karne ko do hi kadam hain.
hamein sach ka hi daaman silna hai,
par sach bhi to khud mein ek bhram hai.
zindgi yun to laakhon geet gaati hai,
par aakhiri to maut hi sanam hai.
dulhan ki poshaakon mein lipti hai,
par ye khushi kam, jyaada waham hai.
mehfilon mein raunakein to kaafi makhsoos hain,
par marghat pe bhi to usi khuda ka karam hai.
jeetne waale to duniya jeet lete hain,
sapnon ki galiyan yun to bahut badi hai,
par uspe safar karne ko do hi kadam hain.
hamein sach ka hi daaman silna hai,
par sach bhi to khud mein ek bhram hai.
zindgi yun to laakhon geet gaati hai,
par aakhiri to maut hi sanam hai.
dulhan ki poshaakon mein lipti hai,
par ye khushi kam, jyaada waham hai.
mehfilon mein raunakein to kaafi makhsoos hain,
par marghat pe bhi to usi khuda ka karam hai.
jeetne waale to duniya jeet lete hain,
par samajhte kyun nahin ki ye haarne waale ka raham hai.
No comments:
Post a Comment